Tuesday, March 11, 2008

WHAA RE MERE KIRAYEDAAR

@@@@ WHAA RE MERE KIRAYEDAA @@@@
Kirayedar ...........................................wo hota hai jo kishi dushre ke ghar me rehta hai.Ab chahe wo naukri ke karan apne aalishan makan ko chodkar hi kyu na kahi rah raha ho,kahlayega to kirayedar hi aur dushra wo jiska koi apna ghar nahi isliye wah dushro ke makaan me ,ek se dushre,dushre se tishre,tishre se chauthe ishi taraha bechara idhar se udhar bhatakta hi rahta hai. Kirayedar shabd sunkar kisi dare shame insaan ki yaad aati hai, PAR........................................................................Kirayedar bi do tarha ke hote hai.

1.) Pahla wo jo bechara hamesha chup rahta hai. cahe kuch bi ho.Hamesha andar hi andar ghuthta rahta hai. Apni ijjat ki khatir .Ispar bi makaan malik wah re !Bijli ka bil jyada to iljam kirayedar par,paani ka bil to bi iljam bachare kirayedar par,kabhi latrin ka gaddha bhare, kabhi naali kharab ho jaaye, kuch bi ho bas iljaam kirayedaar par hi lagta hai. Jaishe ushi ne sab kuch kiya hai . Ek wahi hai jo sari cheeje istemal karta hai. AUR makan malik wo to kuch istemal karta hi nahi hoga.Makanmalik kuch kam nai hote,kirayedar ke aate hi nischint hokar sab kuch befikri se use karte hai.KYU?
Are!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
kirayedar hai na iljaam lagane ke liye.Unke ghar me har electronic saman aur bechare kirayedar ke ghar me gina -chuna saaman ,to kya hua?Akhir use to kirayedar bi kar hi rahe hai na to kohn bhuktega? KIRAYEDAR..............................................Kirayedar bhi saare julm sahta rahta hai,kabhi-kabhi thoda bahut bol bi deta hai to makanmalik ke kaan me ju tak nahi rengti , wo to apna kaam yaani tang karte hi rahte hai aur ek din jab kirayedar safai dete- dete thak jaata hai,sunte- sunte uske kaan pak jaate hai to wo bi makaan khali kar dushri jagha shift ho jaata hai.Ye to thi first type kirayedar ki baat .NOW SECOND TYPE KIRAYEDARWo jo makaan malik ki jara bi parwah nai karta ,makin malik ke jara sa bolne par bhadak jaata hai . Makaan malik 1 bole to wo 4 ,wo 4 bole to wo 8 .
KYU????????????????????????????????????????
Are bahi kiyoki wo kiraaya jo de raha hai.wo saan se kahta hai jab tak kiraya de raha hu ye mera ghar hai jaishe chau istemal karu , aap hote kon hai mujhe tokne wale? Koi free to nai de rahe hai na jo me dabu,har baat sunu.Ispar makanmalik gusshe me kamra khali karne ko kahta hai.NIKAL JAO MERE GHAR SE ,KHALI KAR DO MERA MAKAN.To kirayedar bhi kam thodei hai,nahi khali karta,kya kar loge mera?kar lo jo kar sakte ho.wo bhi atth jaata hai apni baat par.kabhi- kabhi to naubat kot kachari tak aa jati hai aur kabhi to bechara makanmalik hi apne ghar me kirayedar ho jaata hai.
TO DEAR............Aghar aap kirayedaar hai to kish tarah ke?Bataiye na ,
please bataiye naaaaaaaaaaaaaa.................................HA HA HA ..............................


written by : kamla bhandari

No comments: