Tuesday, March 11, 2008

SUCH



Jameen fath sakti hai

Aashman toot sakta hai

himalaiya khishak sakta hai

nadiya palat salti hai,


Magar maraa hua inshan kabhi zinda nahi ho sakta or na hi

beeta hua samay lot sakta hai.Aghar esha hota to duniya aaj

pagal ho jaati or sabhi log atiyachari or paapi ho jate, magar

shukr upar wale ka.

No comments: