Thursday, March 13, 2008
KAHANI MUHHABAT KI
KAHANI MUHHABAT KI
"Muhhabat "sirf naam hai .Duniya ne iska daayra itna hi nahi badhaya balki "Pyar" naam ke ish shabd ko itna andha sammaan diya hai ki aaj naa sirf iska arth samaj aaya hai balki sishe ki tarha saaf ho gaya hai ki pyar shabd mahaj ek dhund hai,dhoka hai.
Kiyuki aaj ye kewal ek shabd bankar rah gaya hai.Esha shabd jo dukh deta hai,dard deta hai.Jishe insaan pal,do pal ya yu kahiye ki thode se samay ke liye mahsoos karta hai or ek samay esha bhi aata hai ki ,jishe wo dil se cahta tha,jiske har pal kareeb raha ho ,samay gujarte hi uski parchai bhi yaad nahi rahti.
Or kabhi yaad kar bhi leta hai to khud hi hash jaata hai ki ye to jeevan ka kabhi ek khyal tha,khel tha,khwab tha jo raat ko dekha or subha se din dhulte-dhulte bhool gaye.
Bas yahi hai"jeevan ki kahani".
written by : kamla bhandari
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
Wat a say?? Salute to you for this blog "KAHANI MUHHABAT KI"....!!
But, I think in doifferent way is that if u think ur love is pure & full of thruth & nothing else. then , wat ever the conditions came in between you & ur beloved, u can talk or can't see but u can never ever curse her because TRUE LOVE IS ALL ABOVE FEELINGS, WHERE TRUE LOVE EXISTS ALL THINGS GO AWAY.
Post a Comment