Thursday, March 13, 2008

JINDAGI



***** JINDAGI *****


Jindagi kaishi hai ajab paheli
koi aaj tak yah,
samajh nahi paaya.
Kabhi ye hasati hai,
to kabhi rulati hai.
Kabhi ajnabi se milati hai
to kabhi apno ko hi,
ajnabi banati hai.
kon jaane kya hai yah,
or mai kuch bhi nahi.


written by : kamla bhandari

No comments: