Tuesday, September 27, 2011

FREEDOM

FREEDOM
agr tum mil jate to kya baat hoti

par ye bhi to such hai ki ,

zindagi se fir kaishe hamari mulakaat



hoti............
IF U R SURCHING TRUE LOVE THEN DON'T GO FOR

ONLINE FRIEND............
kai log pareshaan hone k karan pareshani khatm karne ka aakhri rasta maut ko samajhte hai.............................or aatmhattya kar lete hai par wo ye kyu ni sochte ki zindagi hogi to un pareshaniyou ko khatm kabhi na kabhi to kiya hi ja sakta hai .

SO ALL MY DEAR FRIENDS THINK ABOUT IT............ZINDAGI NA MILEGI DOBARA??????????????

Friday, May 6, 2011

T.E.T

Ab government ne T.E.T sabke liye must kar di hai ,government job ke liye bhi or private teaching ke liye bhi ,ye shirf or shirf dhoka hai sabke saath . Esha kark sarkar na sirf logo ko bewakuf bana rahi hai balki unke bhavishya ke saath bhi ek majak kar rahi hai. Roj roj naye rules nikalkar apna vote bank banana chahti hai unhe logo ke bhavishya se koi lena dena nai hai.
Ab tak to jinhe sarkari naukri nahi milti thi wo private schools me padhakar apna guzara kisi tarha chala lete the par T.E.T must ho jane ke baad bechaaro ka kya hoga ,kaishe kamayenge,kaishe khayenge ,unka to ab bhagwan hi maalik hai